Kabz ki pareshani mein mal (Potty) bahut kathor aur sukhi hoti hai. Motion mein 1-2 din ka gap ho jata hai.
GAS:
Jab aanto ke Good backteria mein gadbadi hoti hai toh GAS aur Bloating hoti hai. Pet fulna,Pet mein bharipan, Tightness, Dakaar ana, Gas pas na hona, Gudgudahat.
Acidity:
Jab jyada bhookha rehne se pet me mojood acids wapis khane ki nali mein chale jaate hain toh pet me jalan hoti hai.
Questions to be asked:
- Ye pareshani aapko kitne saal se hai?
- Kya kisi doctor ko consult kia hai?
- Doctor ne kya bola?
- Iske liye koi medicine le rahe ho?
- Ek din mein kitni tablet khate ho?
- Motion (Potty) jaate hue koi pareshani toh nahi hoti?
- Pet foolta toh nahi hai?
- Kitne din ka gap ho jata hai?
- Motion mein blood toh nahi ata?
Symptoms:
- Bar-bar dakaar ana
- Gas pass hona
- Pet mein dard aur bechaini
- Pet me soojan
- Wazan kum hona
Other Symptoms:
- Khana digest ho jata hai?
- Gas/Acidity toh nai rehti?
- Neend theek se aati hai?
Other Disease:
Kya aapko iske alawa koi aur pareshani toh nahi hai jaise BP, Sugar, Thyroid ya koi aur pareshani?
Previous History:
- Kya aapko pehle kabhi Jaundice ya malaria hua hai?
- Kya koi Injury (Chot) ya operation toh nahi hua?
Diet & Lifestyle:
- Kya main jaan sakti/sakta hu ke aap subah se sham tak diet me kya lete hain?
- Kya aap apni diet mein fruits and vegetable salad lete hain?
- Kya main jaan sakta/sakti hu ke aap kya job karte ho?
- Kya aap koi exercise/Yoga/walk karte ho?
Causes:
Constipation:
- Pani kum pine
- Chaaye ya Coffee jyada pine
- Fibre yukt khana kum khane ki wajah se
- Natural Bowel Clock Disturb hone se (Potty ka natural time agar disturb ho jaye)
Gas:
- Jaldi Jaldi khana khane ki wajah se
- Alcohol ya smoking karne se
- Chew Gum khane ki wajah se
- Hard Candies khane ki wajah se
Acidity:
- Pet mein HCL acid ka jyada banna
- Mirch-Masale wala khana jyada khane ki wajah se
- Subah-Dopahar-Raat ke khane mein jyada gap daalne se
- Stress lene ki wajah se
- Pani kum pine ki wajah se
- Seene mein jalan, Khatti dakaar ana, Pet me jalan, Sir dard
Functions of Our Medicine:
- Hamari medicine aapki body me jama hui gandgi ko nikaal degi jis se aapko aage bhi koi bimari nai hogi.
- Ye directly aapke intestine pe kaam karegi jis se intestine ki absorption power badh jayegi aur aapka khana achhe se digest hoga aur pet saaf achhe se hoga.
- Ye aapke sharir me nutrition ki kami ko pura karegi jis se aapke sare organs achhe se kaam karenge.
- Hormone level maintain karegi jis se aapko kabhi bhi hormones se related koi problem nai hogi.
- Ye aapka digestion achha karegi jis se aap jo bhi khaoge aapki body ko uska pura nutrition milega.
- Ye aapki Immunity ko badha dega jo virus and bacterial infection se bachayega. Kabhi bhi mausam change hone ki wajah se ki viral ya infection nai hoga.
- Ye aapka Blood Circulation maintain rakhega aur blood me jama hui gandagi ko saaf karegi.
- Ye aapke sabhi Body organs, cells pe kaam karegi.
- Ye multivitamins ke roop mein bhi kaam Karegi jo aapki muscles and bones ko supplement provide Karegi
Treatment
Dr. Shuddhi Package – Rs. 4200/-